SAD POETRY ππ£
Dushwar kis kadar hain zindagi ke marhalay
dushman bhi sath sath hain ahbab ki tarhan
π
Mar jayain to barh jati hai insan ki keemat
zinda rahay to jeene ki saza deti hai dunya
π
Iss door me ahsas e wafa dhoondny waloon
sehra me kahaan milty hain diwaroon ke saye
π
Tere bger kami hai koi to bs itni
meri hayat ka mafhoom na mukammal hai
π
Haseen baharoon ke door sy guzarty thy kabhi
ab to yadoon ki talkhi ke siwa kuch nahi
π
Mana ke yeh sunsaan ghari bhut kari hai
ay dil himmat kar abhito umar pari hai

Comments
Post a Comment